Sattu paratha


 Satu ka paratha

1  cup - Aata 

1 pinch - black salt

1 cup- sattu

1/2-spoon-mangraela

1/2 spoon- ajwain

1/2 spoon- salt

1/2 spoon- lemon juice

1  inch - adrak kata hua

10 kaliya - lahsun ki

 Paihlay aata gundh lena hai 

Phir sattu me sara masala daalna hai

Jaise mangraela ,ajwain,salt,adrak,lahsun,nimbu aur sab daal ke mix karlay


Phir ata ka loiya banakay sattu usme daalay phir phir roti banaye ghee se fry karay

Comments

Post a Comment

Popular Posts